musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - DIL TERE NAAM (FEAT. ABHIJEET) - ALKA YAGNIK - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Dil Tere Naam (feat. Abhijeet) letra


dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai

teri mohabaat mein sanam
khudki badnaam kar diya hai haye
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai

teri mohabaat mein sanam
khudki badnaam kar diya hai haye
dil tere naam kar diya hai

ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega
mere in labon pe harpal naam tera aayega
ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega
mere in labon pe harpal naam tera aayega

tere bagair yeh dil chain kahan paayega
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai

teri mohabaat mein sanam
khudki badnaam kar diya hai haye
dil tere naam kar diya hai

jiski thi talaash humein zindagi ki raahon mein
pyaar humne dekha hai woh teri hi nigaahon mein
jiski thi talaash humein zindagi ki raahon mein
manzil woh paayi humne teri hi nigaahon mein

aa gaya sukun dil ko aake teri baahon mein
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai

teri mohabaat mein sanam
khudki badnaam kar diya hai haye
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai

teri mohabaat mein sanam
khudki badnaam kar diya hai haye
dil tere naam kar diya hai

Alka Yagnik - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br